Friendship Dosti Shayari
Woh Ik Dost Jo Mil Ker Bicherr Gaya Mujh Say…
Her Ik Chehray Pe Uss Ka Gumaan Hota Hay..!
Taray Baghair Na Guzray Ghee Zindaghee Aay Dost
Main Kya Karoon Gha Zamanay Ki Dosti Laiker
Jis Simt Bhi Dekhoun, Nazar Aata Hain Kay Tum Ho
Ae Jaan-E-Jahan,Yeh Koi Tumsa Hain Kay Tum Ho
Kab Maine Kaha Ki Chandi Aur Sona Chahiye,
Bas Aap Ke Dil Mein Ek Chota Sa Kona Chahiye,
Keh Sakain Jise Hum Dil Se Apna,
Aisa Bhi To Koi Dost Hona Chahiye.
Dosti Karo To Dhokha Mat Dena,
Doston Ko Bewafai Ka Tohfa Mat Dena,
Koi Tumhe Rahe Yaad Kar Ke
Aisa Kabhi Mauka Mat Dena…
Kaanto K Badlay,Phool Kia Do Ge
Aansoon K Badlay,Khushi Kia Do Ge
Hum Chahtay Hain Aap Se Umar Bhar Ki Dosti
Hamary Is Ulfat Ka Jawab Kia Do Gay…?
Mahak Dosti Ki Ishq Se Kum Nahi Hoti
Ishq Se Zindgi Khatam Nahi Hoti
Sath Agar Ho Zindgi Main Doston Ka
To Zindgi Jannat Se Kum Nahi Hoti
Dillagi Dosto Ke Naam Hoti Hai
Dilldari Dosto Ki Shaan Hoti Hai
Kahi Bhi Raho Par Rahoge Dil Me Mere
Yahi Sachchi Dosti Ki Pehchaan Hoti Hai
Khuda Ki Banai Qudrat Nahi Dekhi
Dilon Main Chupi Dolat Nahi Dekhi
Jo Kehta Hai Doori Se Mit Jati Hai Dosti
Us Ney Shayud Hamari Dosti Nahi Daikhi
Hum Woh Phool Hain Jo Roz Roz Nahi Khiltay
Yeh Wo Hont Hain Jo Kabhi Nahin Siltay
Hum Se Bichro Ge To Ehsas Hoga Tumhain
Hum Wo Dost Hain Jo Roz Roz Nahin Miltay
Dosti Karo To Dhokha Mat Dena,
Doston Ko Bewafai Ka Tofa Mat Dena,
Koi Tumhe Rahe Yaad Kar Ke
Aisa Kabhi Mauka Mat Dena…
Dost Aisa Ho K Dharkan Mein Bus Jaye
Saans Bhi Lo To Khushbu Us Ki Aaye
Us K Piyaar Ka Nasha Aankhon Pe Aisa Chaye
K Baat Koi Bhi Ho Naam Uska Aaye
Hamare Har Raaz Ka Jo Humraaz Hai
Jo Saaya Bankar Har Pal Hamare Saath Hai
Hamari Har Khushiyo Ka Jo Haqdar Hai
Tu Hi Sacha Dost Aur Lajawab Yar Hai
Ab Aur Manzil Pane Ki Hasrat Nahi Rahe
Kisi Ki Yaad Me Mar Jane Ki Fitrat Nahi Rahe
Aap Jaisa Dost Jab Se Mila He
Kisi Aur Ko Dost Banane Ki Zarorut Nahi Rahe
Karo Ge Yaad To Har Baat Yaad Aye Gi
Guzartey Waqt Ki Har Mulaqat Yad Aye Gi
Talash Karo Ge Hum Se Behtar Dost Koi
Nigah Dor Talak Ja Kar Laut Aye Gi
Hakikat Mahobbat Ki Judai Hoti Hai
Kabhi Kabhi Pyar Men Bewafai Hoti Hai
Hamare Taraf Hath Badha Kar To Dekho
Dekho Dosti Men Kitani Sacchai Hoti Hai
Din Beet Jatey Hain Suhani Yadain Ban Kar
Batein Reh Jati Hain Kahani Ban Kar
Per Dost To Hamesha Dil K Qarib Rahenge
Kabhi Muskan To Kabhi Ankhon Main Pani Ban Ker
Her Kali Tuj Se Khusbu Udhaar Manghe
Aftab Tuj Se Noor Udhar Mangay
Rab Karay Tu Dosti Aisi Nibaye
K Log Muj Se Teri Dosti Udhaar Mangay!
Hum Khud Pe Gharur Nahi Kertay
Kisi Ko Dosti Kerny Py Majbor Nahin Kertay
Magar Jisy Ek Bar Dil Mein Basa Lein
Usay Martay Dum Tak Dil Say Door Nahin Kertay
Kabhi Kabhi Pyar Mai Aisa Bhi Hota Hay
Dosti Ka Asar Zara Dair Say Hota Hay
Aap Ko Lagta Hai Hum Kuch Nahin Sochte
Hamari Her Baat Main Aap Ka Hi Ziker Hota Hai
Dosti Phool Nahi Jo Murjha Jaye,
Dosti Mousam Nahi Jo Badal Jaye,
Dosti Toh Dharkan Hai Jo Chale To Sab Kuch Hai,
Aur Agar Na Chale Toh Kuch Bhi Nahi
Jo Palpal Chalti Rahe, Use Zindagi Kehte Hai
Jo Harpal Jalti Rahe, Use Roshni Kehte Hai
Jo Palpal Khilte Rahe, Use Mohabbat Kehte Hai
Jo Saath Na Chode, Use Dosti Kehte Hai
Dosti Kisi Ki Riasat Nahi Hoti
Zindagi Kisi Ki Amanat Nahi Hoti
Hamari Saltanat Main Dekh Ker Qadam Rakhna
Dosti Ki Qaid Main Zamanat Nahin Hoti!
Hoti Nahi Dosti Kabhi Chehre Se
Dosti To Dil Se Ki Jati Hay
Soorat Unki Khud Hi Pyari Lagti Hay
Kadar Jinki Dil Se Ki Jati Hai
Khuda Ne Agar Ye Rishta Banaya Na Hota
Aik Dost Ko Mujh Se Milaya Na Hota
Zindagi Ho Jati Hamari Bejan
Agar Ap Jaise Dost Ko Paya Na Hota!
Dosti Phool Nahi Jo Murjha Jaye,
Dosti Mousam Nahi Jo Badal Jaye,
Dosti Toh Dharkan Hai Jo Chale To Sab Kuch Hai,
Aur Agar Na Chale Toh Kuch Bhi Nahi…
Jab Koi Khayal Dil Se Takrata Hai
Dil Na Chah Ker Bhi Khamosh Ho Jata Hai
Koi Sab Kuch Keh Ker Dosti Jatata Hai,
To Koi Kuch Na Keh K Dosti Nibhata Hai
Dosti Ke Mayne Humse Kya Poochte Ho,
Hum Abhi In Baaton Se Anjaan Hai,
Sirf Ek Gujarish Hai Ke Bhool Na Jana Hame,
Kyuki Aapki Dosti Hi Hamari Jaan Hai…
Apne Kya Socha Paigam Nahi Ayega
Socha K Ye Dost Apko U Hi Bhul Jayga
Ye To Ada Hai Hamari Satane Ki
Varna Itna Pyara Dost Kon Khona Chahe ga
Pyar Karnewalo Ki Kismat Kharab Hoti Hai
Har Waqt Inteha Ki Ghari Sath Hoti Hai
Waqt Mile To Rishto Ki Kitab Dekh Lena
Dosti Har Rishte Se Lajawab Hoti Hai!
Dost Aisi Tadap Hai Jo Dil Se Nahi Nikala Jata,
Dil Mein Chupi Aag Ko Bujahaya Nahi Jata,
Kitni Bhi Duri Ho Dosti Mein,
Aap Jaise Dost Ko Bhulaya Nahi Jata…
Khushyon Per Fizaon Ka Pehra Hai
Na Jane Kis Umeed Pe Dil Thehra Hai
Aapki Aankhon Se Jhalakte Dard Ki Qasam
Ye Dosti Ka Rishta Pyar Se Bhi Gehra Hai!
Teri Dosti Ne Bohat Kuch Sikhla Diya,
Meri Khamosh Duniya Ko Jaise Hasa Diya,
Karzdaar Hoon Main Khuda Ka,
Jiss Ne Mujhe Aap Jaise Dost Se Mila Diya…
Ek Dost Humne Banaya,
Socha Naa Tha Ki Kya Humne Paya,
Tere Sang Jo Chale Do Kadam, Toh
Jana Ki Tohfa Khuda Ne Ek Hume Dilaya!