Subhashitani Quotes in Hindi - सुभाषितानि कोट्स इन हिंदी
जब तक व्यक्ति धनोपार्जन में समर्थ है, तब तक परिवार में सभी उसके प्रति स्नेह प्रदर्शित करते हैं परन्तु अशक्त हो जाने पर उसे सामान्य बातचीत में भी नहीं पूछा जाता है । - Subhashitani Quotes in Hindi
धर्म के दस लक्षण हैं - धैर्य, क्षमा, आत्म-नियंत्रण, चोरी न करना, पवित्रता, इन्द्रिय-संयम, बुद्धि, विद्या, सत्य और क्रोध न करना । - Subhashitani Quotes in Hindi
जीवन कमल-पत्र पर पड़ी हुई पानी की बूंदों के समान अनिश्चित एवं अल्प है। यह समझ लो कि समस्त विश्व रोग, अहंकार और दु:ख में डूबा हुआ है । - सुभाषितानि कोट्स इन हिंदी
चिंता और उद्वेग में संयम रख कर और ऐसा मान कर कि श्रीहरि जो जो भी करेंगे वह उनकी लीला मात्र है, चिंता को शीघ्र त्याग दें । - सुभाषितानि कोट्स इन हिंदी
जिस प्रकार एक पहिये वाले रथ की गति संभव नहीं है, उसी प्रकार पुरुषार्थ के बिना केवल भाग्य से कार्य सिद्ध नहीं होते हैं । - सुभाषितानि कोट्स इन हिंदी
विनम्र और नित्य अनुभवियों की सेवा करने वाले में चार गुणों का विकास होता है - आयु, विद्या, यश और बल । - Subhasitani in sanskrit language
क्रोध यमराज के समान है और तृष्णा नरक की वैतरणी नदी के समान। विद्या सभी इच्छाओं को पूरी करने वाली कामधेनु है और संतोष स्वर्ग का नंदन वन है । - Subhasitani in sanskrit language
लोभ पाप और सभी संकटों का मूल कारण है, लोभ शत्रुता में वृद्धि करता है, अधिक लोभ करने वाला विनाश को प्राप्त होता है । - सुभाषितानि का हिंदी अर्थ
शुश्रूषा, श्रवण, ग्रहण, धारण, चिंतन, उहापोह, अर्थविज्ञान, और तत्त्वज्ञान – ये बुद्धि के गुण हैं । - सुभाषितानि class 8
जैसे प्रकाश, दिन और रात का भूषण है, वैसे अखंडित शील, सतीयों और यतियों का भूषण है । - सुभाषितानि class 9
मोती, माणेक, वस्त्र या पहनावे से नहीं, पर केवल शील से हि इन्सान विभूषित होता है । - Subhasitani class 8
तीनों लोकों में एक शील ही परम् पवित्र चीझ, गुणों में श्रेष्ठ गुण, महिमा का धाम और प्रभाव है । - Subhasitani class 9
विदेश में विद्या धन, संकट में मति धन, परलोक में धर्म धन होता है । पर, शील तो सब जगह धन है । - Subhashitani Quotes in Hindi
पुष्प के संग से कीडा भी अच्छे लोगों के मस्तक पर चढता है । बडे लोगों से प्रतिष्ठित किया गया पत्थर भी देव बनता है । - Subhashitani Quotes in Hindi
संतोष, यह परम् सौख्य, परम् अमृत, परम् पथ्य और परम् हितकारक है ।- Subhashitani Quotes in Hindi
संतोष परम् बल है, सत्संग परम् गति है, विचार परम् ज्ञान है, और शम परम् सुख है । - Subhashitani Quotes in Hindi
जो पढ़ता है, लिखता है, देखता है, प्रश्न पूछता है, बुद्धिमानों का आश्रय लेता है, उसकी बुद्धि उसी प्रकार बढ़ती है जैसे कि सूर्य किरणों से कमल की पंखुड़ियाँ । - Subhashitani Quotes in Hindi
विदेश में विद्या धन है, संकट में बुद्धि धन है, परलोक में धर्म धन है और शील सर्वत्र ही धन है । - Subhashitani Quotes in Hindi
शाम को चन्द्रमा प्रकाशित करता है, दिन को सूर्य प्रकाशित करता है, तीनों लोकों को धर्म प्रकाशित करता है और सुपुत्र पूरे कुल को प्रकाशित करता है । - Subhashitani Quotes in Hindi
उत्साह श्रेष्ठ पुरुषों का बल है, उत्साह से बढ़कर और कोई बल नहीं है। उत्साहित व्यक्ति के लिए इस लोक में कुछ भी दुर्लभ नहीं है । - Subhashitani Quotes in Hindi
उदय होते समय सूर्य लाल होता है और अस्त होते समय भी लाल होता है, सत्य है महापुरुष सुख और दुःख में समान रहते हैं । - Subhashitani Quotes in Hindi
यदि किसी को देखने से या स्पर्श करने से, सुनने से या बात करने से हृदय द्रवित हो तो इसे स्नेह कहा जाता है । - Subhashitani Quotes in Hindi
विद्या के समान आँख नहीं है, सत्य के समान तपस्या नहीं है, आसक्ति के समान दुःख नहीं है और त्याग के समान सुख नहीं है । - Subhashitani Quotes in Hindi
व्यायाम से स्वास्थ्य, लम्बी आयु, बल और सुख की प्राप्ति होती है। निरोगी होना परम भाग्य है और स्वास्थ्य से अन्य सभी कार्य सिद्ध होते हैं । - Subhashitani Quotes in Hindi
आठ गुण पुरुष को सुशोभित करते हैं - बुद्धि, सुन्दर चरित्र, आत्म-नियंत्रण, शास्त्र-अध्ययन, साहस, मितभाषिता, यथाशक्ति दान और कृतज्ञता । - Subhashitani Quotes in Hindi
कल क्या होगा यह कोई नहीं जानता है इसलिए कल के करने योग्य कार्य को आज कर लेने वाला ही बुद्धिमान है । - Subhashitani Quotes in Hindi
क्षण-क्षण विद्या के लिए और कण-कण धन के लिए प्रयत्न करना चाहिए। समय नष्ट करने पर विद्या और साधनों के नष्ट करने पर धन कैसे प्राप्त हो सकता है । - Subhashitani Quotes in Hindi
बीते हुए समय का शोक नहीं करना चाहिए और भविष्य के लिए परेशान नहीं होना चाहिए, बुद्धिमान तो वर्तमान में ही कार्य करते हैं । - Subhashitani Quotes in Hindi
क्षमा निर्बलों का बल है, क्षमा बलवानों का आभूषण है, क्षमा ने इस विश्व को वश में किया हुआ है, क्षमा से कौन सा कार्य सिद्ध नहीं हो सकता है । - Subhashitani Quotes in Hindi
आयु का एक क्षण भी सारे रत्नों को देने से प्राप्त नहीं किया जा सकता है, अतः इसको व्यर्थ में नष्ट कर देना महान असावधानी है । - Subhashitani Quotes in Hindi
सज्जन व्यक्ति नारियल के समान होते हैं, अन्य तो बदरी फल के समान केवल बाहर से ही अच्छे लगते हैं । - Subhashitani Quotes in Hindi
कोई और सिंह का वन के राजा जैसे अभिषेक या संस्कार नहीं करता है, अपने पराक्रम के बल पर वह स्वयं पशुओं का राजा बन जाता है । - Subhashitani Quotes in Hindi
यदि कोई आग, ऋण, या शत्रु अल्प मात्रा अथवा न्यूनतम सीमा तक भी अस्तित्व में बचा रहेगा तो बार बार बढ़ेगा ; अत: इन्हें थोड़ा सा भी बचा नही रहने देना चाहिए । इन तीनों को सम्पूर्ण रूप से समाप्त ही कर डालना चाहिए । - Subhashitani Quotes in Hindi
वन्य जीव शेर का राज्याभिषेक (पवित्र जल छिड़काव) तथा कतिपय कर्मकांड के संचालन के माध्यम से ताजपोशी नहीं करते किन्तु वह अपने कौशल से ही कार्यभार और राजत्व को सहजता व सरलता से धारण कर लेता है - Subhashitani Quotes in Hindi
प्रयत्न करने से ही कार्य पूर्ण होते हैं, केवल इच्छा करने से नहीं, सोते हुए शेर के मुख में मृग स्वयं प्रवेश नहीं करते हैं। - Subhashitani Quotes in Hindi
विद्वता और राज्य अतुलनीय हैं, राजा को तो अपने राज्य में ही सम्मान मिलता है पर विद्वान का सर्वत्र सम्मान होता है| - Subhashitani Quotes in Hindi
पृथ्वी पर तीन ही रत्न हैं जल अन्न और अच्छे वचन । फिर भी मूर्ख पत्थर के टुकड़ों को रत्न कहते हैं । - Subhashitani Quotes in Hindi
हाथ से पटकी हुई गेंद भी भूमि पर गिरने के बाद ऊपर की ओर उठती है, सज्जनों का बुरा समय अधिकतर थोड़े समय के लिए ही होता है। - Subhashitani Quotes in Hindi
सत्य बोलें, प्रिय बोलें पर अप्रिय सत्य न बोलें और प्रिय असत्य न बोलें, ऐसी सनातन रीति है ॥ - Subhashitani Quotes in Hindi
मूर्खों के पाँच लक्षण हैं - गर्व, अपशब्द, क्रोध, हठ और दूसरों की बातों का अनादर॥ - Subhashitani Quotes in Hindi
अधिक इच्छाएं नहीं करनी चाहिए पर इच्छाओं का सर्वथा त्याग भी नहीं करना चाहिए। अपने कमाये हुए धन का धीरे-धीरे उपभोग करना चाहिये॥ - Subhashitani Quotes in Hindi
jab tak vyakti dhanoparjan men samarth hai, tab tak pariwar men sabhi usake prati sneh pradarshit karate hain parantu ashakt ho jane par use samanya batachit men bhi nahin puchha jata hai . - subhashitani quotes in hindi
dharm ke das lakshan haindhairya, kshama, atm-niyntran, chori na karana, pavitrata, indriy-snyam, buddhi, vidya, satya aur krodh na karana . - subhashitani quotes in hindi
jivan kamal-patra par padi hui pani ki bundon ke saman anishchit evn alp hai. yah samajh lo ki samast vishw rog, ahnkar aur du:kh men duba hua hai . - subhashitani kots in hindi
chinta aur udweg men snyam rakh kar aur aisa man kar ki shrihari jo jo bhi karenge vah unaki lila matra hai, chinta ko shighr tyag den . - subhashitani kots in hindi
jis prakar ek pahiye wale rath ki gati snbhav nahin hai, usi prakar purusharth ke bina keval bhagya se karya siddh nahin hote hain . - subhashitani kots in hindi
vinamr aur nitya anubhaviyon ki sewa karane wale men char gunon ka vikas hota hai - ayu, vidya, yash aur bal . - subhasitani in sanskrit language
krodh yamaraj ke saman hai aur trishna narak ki vaitarani nadi ke saman. vidya sabhi ichchhaon ko puri karane wali kamadhenu hai aur sntosh swarg ka nndan van hai . - subhasitani in sanskrit language
lobh pap aur sabhi snkaton ka mul karan hai, lobh shatruta men vriddhi karata hai, adhik lobh karane wala vinash ko prapta hota hai . - subhashitani ka hindi arth
shushrusha, shravan, grahan, dharan, chintan, uhapoh, arthavijnan, aur tattvajnan – ye buddhi ke gun hain . - subhashitani class 8
jaise prakash, din aur rat ka bhushan hai, vaise akhndit shil, satiyon aur yatiyon ka bhushan hai . - subhashitani class 9
moti, manek, vastra ya pahanave se nahin, par keval shil se hi insan vibhushit hota hai . - subhasitani class 8
tinon lokon men ek shil hi param. ha pavitra chijh, gunon men shreshth gun, mahima ka dham aur prabhav hai . - subhasitani class 9
videsh men vidya dhan, snkat men mati dhan, paralok men dharm dhan hota hai . par, shil to sab jagah dhan hai . - subhashitani quotes in hindi
pushp ke sng se kida bhi achchhe logon ke mastak par chadhata hai . bade logon se pratishthit kiya gaya patthar bhi dev banata hai . - subhashitani quotes in hindi
sntosh, yah param. ha saukhya, param. ha amrit, param. ha pathya aur param. ha hitakarak hai .- subhashitani quotes in hindi
sntosh param. ha bal hai, satsng param. ha gati hai, vichar param. ha jnan hai, aur sham param. ha sukh hai . - subhashitani quotes in hindi
jo padh़ta hai, likhata hai, dekhata hai, prashn puchhata hai, buddhimanon ka ashraya leta hai, usaki buddhi usi prakar badh़ti hai jaise ki surya kiranon se kamal ki pnkhud़iyan . - subhashitani quotes in hindi
videsh men vidya dhan hai, snkat men buddhi dhan hai, paralok men dharm dhan hai aur shil sarvatra hi dhan hai . - subhashitani quotes in hindi
sham ko chandrama prakashit karata hai, din ko surya prakashit karata hai, tinon lokon ko dharm prakashit karata hai aur suputra pure kul ko prakashit karata hai . - subhashitani quotes in hindi
utsah shreshth purushon ka bal hai, utsah se ba. dhakar aur koi bal nahin hai. utsahit vyakti ke lie is lok men kuchh bhi durlabh nahin hai . - subhashitani quotes in hindi
udaya hote samaya surya lal hota hai aur ast hote samaya bhi lal hota hai, satya hai mahapurush sukh aur duhkh men saman rahate hain . - subhashitani quotes in hindi
yadi kisi ko dekhane se ya sparsh karane se, sunane se ya bat karane se hridaya dravit ho to ise sneh kaha jata hai . - subhashitani quotes in hindi
vidya ke saman ankh nahin hai, satya ke saman tapasya nahin hai, asakti ke saman duhkh nahin hai aur tyag ke saman sukh nahin hai . - subhashitani quotes in hindi
vyayam se swasthya, lambi ayu, bal aur sukh ki prapti hoti hai. nirogi hona param bhagya hai aur swasthya se anya sabhi karya siddh hote hain . - subhashitani quotes in hindi
ath gun purush ko sushobhit karate hain - buddhi, sundar charitra, atm-niyntran, shastr-adhyayan, sahas, mitabhashita, yathashakti dan aur kritajnata . - subhashitani quotes in hindi
kal kya hoga yah koi nahin janata hai isalie kal ke karane yogya karya ko aj kar lene wala hi buddhiman hai . - subhashitani quotes in hindi
kshan-kshan vidya ke lie aur kan-kan dhan ke lie prayatna karana chahie. samaya nasht karane par vidya aur sadhanon ke nasht karane par dhan kaise prapta ho sakata hai . - subhashitani quotes in hindi
bite hue samaya ka shok nahin karana chahie aur bhavishya ke lie pareshan nahin hona chahie, buddhiman to vartaman men hi karya karate hain . - subhashitani quotes in hindi
kshama nirbalon ka bal hai, kshama balawanon ka abhushan hai, kshama ne is vishw ko vash men kiya hua hai, kshama se kaun sa karya siddh nahin ho sakata hai . - subhashitani quotes in hindi
ayu ka ek kshan bhi sare ratnon ko dene se prapta nahin kiya ja sakata hai, ath isako vyarth men nasht kar dena mahan asavadhani hai . - subhashitani quotes in hindi
sajjan vyakti nariyal ke saman hote hain, anya to badari fal ke saman keval bahar se hi achchhe lagate hain . - subhashitani quotes in hindi
koi aur sinh ka van ke raja jaise abhishek ya snskar nahin karata hai, apane parakram ke bal par vah swayn pashuon ka raja ban jata hai . - subhashitani quotes in hindi
yadi koi ag, rrin, ya shatru alp matra athawa nyunatam sima tak bhi astitv men bacha rahega to bar bar badh़ega ; at: inhen thod़a sa bhi bacha nahi rahane dena chahie . in tinon ko sampurna rup se samapta hi kar dalana chahie . - subhashitani quotes in hindi
vanya jiv sher ka rajyabhishek (pavitra jal chhid़kav) tatha katipaya karmakand ke snchalan ke madhyam se tajaposhi nahin karate kintu vah apane kaushal se hi karyabhar aur rajatv ko sahajata va saralata se dharan kar leta hai - subhashitani quotes in hindi
prayatna karane se hi karya purna hote hain, keval ichchha karane se nahin, sote hue sher ke mukh men mrig swayn pravesh nahin karate hain. - subhashitani quotes in hindi
vidwata aur rajya atulaniya hain, raja ko to apane rajya men hi samman milata hai par vidwan ka sarvatra samman hota hai| - subhashitani quotes in hindi
prithwi par tin hi ratna hain jal ann aur achchhe vachan . fir bhi murkh patthar ke tukad़on ko ratna kahate hain . - subhashitani quotes in hindi
hath se pataki hui gend bhi bhumi par girane ke bad upar ki or uthati hai, sajjanon ka bura samaya adhikatar thod़e samaya ke lie hi hota hai. - subhashitani quotes in hindi
satya bolen, priya bolen par apriya satya na bolen aur priya asatya na bolen, aisi sanatan riti hai ॥ - subhashitani quotes in hindi
murkhon ke panch lakshan hain - garv, apashabd, krodh, hath aur dusaron ki baton ka anadar॥ - subhashitani quotes in hindi
adhik ichchhaen nahin karani chahie par ichchhaon ka sarvatha tyag bhi nahin karana chahie. apane kamaye hue dhan ka dhire-dhire upabhog karana chahiye॥ - subhashitani quotes in hindi